Car Reviews

Kia Carens Clavis EV Review: India's Most affordable 7-Seater Electricplay button
Kia Carens Clavis EV Review: India's Most affordable 7-Seater Electric
eye-icon

601 views

calendar-icon

16 days ago

Bazaar mein aa gayi hai ek aur MPV, lekin yahan baat kuch alag hai kyunki ye hain ek electirc car. Kia Carens EV desh ki sabse sasti 3-row electric car hai aur humne ki hai iski sawaari. Kaisi hai chalne mein, kitni lambi hai range aur kaise hain features? janiye sab iss video mein

Kia Carens Clavis EV Review: India's Most affordable 7-Seater Electricplay button
Kia Carens Clavis EV Review: India's Most affordable 7-Seater Electric
eye-icon

1,889 views

calendar-icon

16 days ago

Bazaar mein aa gayi hai ek aur MPV, lekin yahan baat kuch alag hai kyunki ye hain ek electirc car. Kia Carens EV desh ki sabse sasti 3-row electric car hai aur humne ki hai iski sawaari. Kaisi hai chalne mein, kitni lambi hai range aur kaise hain features? janiye sab iss video mein

Mercedes GLS 2025 Finalplay button
Mercedes GLS 2025 Final
eye-icon

5,988 views

calendar-icon

20 days ago

MG M9 Ek Best Family Electric MPV Ka Khitaab Paana Chahti Hai | Par Kya Hai Isme Special?play button
MG M9 Ek Best Family Electric MPV Ka Khitaab Paana Chahti Hai | Par Kya Hai Isme Special?
eye-icon

357 views

calendar-icon

27 days ago

Nayi MG M9 ek full size electric MPV jisme luxury k saath saath ek premium step up kiya hai MG ne. Naye premium Select showroom mein bolne waali yeh M9 kaisi hai? Bilal ne bataya hai iss video mein

Honda City e:HEV 1000 Km Review: Long-Term Test Ke Real Mileage & Verdict!play button
Honda City e:HEV 1000 Km Review: Long-Term Test Ke Real Mileage & Verdict!
eye-icon

3,633 views

calendar-icon

1 month ago

Honda City e:HEV India ki eklauti strong hybrid sedan hai jo aapko Rs. 25 lakh ke neeche milti hai. Lekin jab har taraf SUV ka craze chhaya hua hai, toh kya City Hybrid aapka dhyaan khinchne layak hai? Seshan Vijayraghvan ne is gaadi ke saath 1000 km ka safar kiya hai, aur apna pura experience share kiya hai. Aur haan, is review mein aapko is hybrid sedan ka real-world fuel efficiency number bhi milega.

Land Rover Defender Octa Review | V8 Power, Sportscar Performance Ek Off-Roader Meinplay button
Land Rover Defender Octa Review | V8 Power, Sportscar Performance Ek Off-Roader Mein
eye-icon

14,240 views

calendar-icon

1 month ago

Ek Land Rover Defender bani hai off-roading k liye. Par abh yeh hai Octa jisme laga hai bada V8 aur yeh offer karti hai sportscar performance ek off-roading SUV mein. Dekiye kaisi hai yeh Octa India k sadko par iss video mein.

Honda City Sport 2025 ✅First Look | Walkaroundplay button
Honda City Sport 2025 ✅First Look | Walkaround
eye-icon

48,600 views

calendar-icon

1 month ago

Honda City sport | honda city sports | honda city sports edition | Honda City Sport edition | Honda City 2025 | honda city v 2025 | honda city 2025 review | honda city 2025 review india | होंडा कार्स इंडिया ने अपनी सिटी लाइनअप में एक नया वेरिएंट शामिल किया है – Honda City Sport. इसकी कीमत ₹14.89 लाख (ex-showroom) रखी गई है, जो कि City V CVT वेरिएंट से ₹49,000 महंगी है, जिस पर यह बेस्ड है। Honda City Sport को कंपनी ने "limited units" में लॉन्च किया है, हालांकि यह स्पष्ट नहीं किया गया है कि कुल कितनी यूनिट्स बेची जाएंगी। भले ही इसके नाम में ‘Sport’ है, लेकिन यह वेरिएंट रेगुलर Honda City से performance या dynamics के मामले में कोई अलग नहीं है। यह सिर्फ एक cosmetic makeover है जो इसे स्टाइल के मामले में थोड़ा अलग बनाता है, लेकिन mechanically इसमें कोई बदलाव नहीं किया गया है। honda city sports | honda city sports edition | Honda City Sport edition | Honda City 2025 | honda city v 2025 | honda city 2025 review | honda city 2025 review india | #hondacarsindia #hondacity @HondaCarsIndia

MG Windsor EV Pro Review | Rs 18.10 Lakh ka top-spec variant kya aapko lena chahiye?play button
MG Windsor EV Pro Review | Rs 18.10 Lakh ka top-spec variant kya aapko lena chahiye?
eye-icon

1,247 views

calendar-icon

2 months ago

MG Windsor EV ne apni launch ke ek saal ke andar hi ek naya top-end variant introduce kiya hai – jiska naam hai ‘Pro’. Isme kuch extra features milte hain aur ek badi battery pack bhi diya gaya hai. Lekin kya yeh Pro variant regular variant ke upar jo extra premium charge kar raha hai, woh justify karta hai? Bilal Firfiray is video mein isi sawaal ka jawab dene ki koshish karte hain.

MG Windsor EV Ke Real-World Range Ka Hua Khulasa: 3 Acchi Batein, Aur 3 Kamiyan!play button
MG Windsor EV Ke Real-World Range Ka Hua Khulasa: 3 Acchi Batein, Aur 3 Kamiyan!
eye-icon

1,844 views

calendar-icon

2 months ago

MG Windsor EV aaj ke time mein India ki sabse zyada bikne waali electric cars mein se ek hai. Har mahine 3500 se zyada units bik rahe hain, iska matlab hai kaafi log is EV ko pasand kar rahe hain. Lekin agar aap un logon mein hain jo abhi bhi confused hain ki ye car leni chahiye ya nahi, to ye video aapke liye hi hai. Humne is popular electric car ke sabse bade pros aur cons bataye hain, aur ek real-world range test bhi kiya hai — taaki aapko decision lene mein aasani ho.

Tata Curvv EV 55kWh Review | 3 Reasons Review | Kya Pasand Aaya Aur Kya Behtar Ho Sakta Thaplay button
Tata Curvv EV 55kWh Review | 3 Reasons Review | Kya Pasand Aaya Aur Kya Behtar Ho Sakta Tha
eye-icon

1,041 views

calendar-icon

3 months ago

Humne kuch waqt bitaya Tata Curvv EV ke saath, jismein humne dekha ki kya-kya cheezein humein pasand aayi aur kya cheezein aur behtar ho sakti thi. Saath hi, humne ek proper real-world range test bhi kiya, taaki aapko bata sakein ki ek full charge mein yeh EV kitne kilometre chalti hai.

3000+ प्रमाणित पुरानी कारें पासबाय