Car Reviews
7,758 views
6 months ago
Humne ki hai Tata Curvv ke Petrol aur Diesel models ki drive. Saath hi humne manual aur automatic gearbox ki bhi test ki hai. Agar aap is coupe SUV ko lene ki soch rahe hain toh video zaroor dekhiye.
1,228 views
6 months ago
Update k sath nayi Alcazar hai better apne pichle avatar se. Par kya yeh Creta jitna sale kar paayegi? Kaisi hai iski second row zyaada features k sath? Aur yeh chalne mein kaisi hai? Bilal Firfiray ne in saare jawaabo ka jawaab diya hai iss video mein
985 views
7 months ago
Nayi Citroen Basalt ke saath, French carmaker ne compact SUV space mein ek unique body style introduce kiya hai. Shuruaati daam Rs. 7.99 lakh hone ke saath, Basalt iss waqt sabse affordable compact SUV hai jo aap kharid sakte hain. Saath hi, isme kaafi saare creature comforts aur equipment diye gaye hain, jo isse ek accha value proposition banate hain. Toh agar aap bhi isse apni agali ya pehli gaadi banane ka soch rahe hain, aur ye samajh nahi paa rahe ki kaunsa variant sabse zyada value dega? Toh yeh raha jawab!
481 views
7 months ago
Skoda Slavia ko mila hai ek naya Monte Carlo variant jisne iske look ko zyada sporty bana diya hai. Ye car ke 1.0 litre aur 1.5 litre, dono engines ke saath aaya hai. Dekhiye isko kareeb se.
520 views
7 months ago
Skoda Slavia ko mila hai ek naya Monte Carlo variant jisne iske look ko zyada sporty bana diya hai. Ye car ke 1.0 litre aur 1.5 litre, dono engines ke saath aaya hai. Dekhiye isko kareeb se.
672 views
7 months ago
Tata Curvv EV ne Indian carmaker ki C-SUV segment me entry ki hai aur iska price bhi kaafi attractive hai, jo ICE counterparts ko takkar dene ke liye ready hai. Aur Tata ki typical style me, ye features se loaded hai. Lekin konsa variant aapko best package deta hai? Bilal ne variants, unke features aur pricing ko dissect kiya hai taaki aapko sahi jawab mil sake.
2,378 views
7 months ago
Mahindra Thar Roxx bazaar mein aa gayi hai lekin aap isko Leni ki soch rahe hain toh sahi variant chinna itna aasan nahi hai. Hum aapko bata rahe hain kis keemat par milenge kaun se features aur aapke liye best choice kya hogi. #tharroxx #thar #tharsuv #thesuv #tharvariantsexplained #mahindrathar #mahindracars #mahindrasuv #carandbikehindi
7,590 views
7 months ago
Mercedes Benz India ne jabh C-Class ka model year update introduce Kiya tabh C300d diesel engine ko badh kar, naye C300 petrol engine ka introduction hua. Yeh engine powerful aur quick toh hai hi, par chalane mein bhi kaafi fun-to-drive hai. Iss video mein Bilal ne saari details batayi hai..
2,454 views
7 months ago
Iss saal aaye 2024 Update k sath Kia Sonet ka sale hua double. Kya hai aisa khaas is facelifted Sonet mein jo banaati hai Issey iss sub-4 metre SUV segment mein itni popular? Bilal Firfiray ne bataaya hai iss video mein
3,779 views
7 months ago
2024 ke model year update ke saath, Skoda Kushaq ab paanch variants mein offer ki ja rahi hai, jo purane Active, Ambition aur Style trims ke mukable me do zyada hain. Ab aapko milta hain - Classic, Onyx, Signature, Monte Carlo aur Prestige. Aur sabse bada change, of course, ab Kushaq taqreeban Rs. 2 lakh sasti ho gayi hai. Toh, kya hain bade changes, aur kaunsa variant sabse zyada value offer karta hai? Janiye iss video me!