Car Reviews
219 views
18 days ago
Japanese luxury car company Lexus ne Japan Mobility show mein pesh ki hai nayi LS MPV Concept jo ek badi MPV hai. Isme kayi khaas baatien hain jisme 6 Wheels bhi shamil hain. Dekhiye car ko kareeb se
2,976 views
1 month ago
Porsche Macan ab ban gayi hai ek electric car. SUV mein pehle se kya hai alag, isko chalane mein kitna maza aata hai aur ek charge mein kitni chalti hai? In sabhi sawalon ke jawab dekhiye is video mein. Bilal ne kuch din bitaye is luxury EV ke saath. MORE FROM c&b:
2,911 views
3 months ago
Bazaar mein aa gayi hai ek aur MPV, lekin yahan baat kuch alag hai kyunki ye hain ek electirc car. Kia Carens EV desh ki sabse sasti 3-row electric car hai aur humne ki hai iski sawaari. Kaisi hai chalne mein, kitni lambi hai range aur kaise hain features? janiye sab iss video mein
6,943 views
4 months ago
Luxury car company Mercedes-Benz ne bazaar mein apni sabse badi SUV GLS ko ek naye look mein pesh kiya hai. Car ko ab ek AMG line model mila hai jiski starting price hai Rs. 1.40 crore, ex-showroom. Kaisi hai ye nayi SUV aur iske kya hai khaas? Janiye video mein
392 views
4 months ago
Nayi MG M9 ek full size electric MPV jisme luxury k saath saath ek premium step up kiya hai MG ne. Naye premium Select showroom mein bolne waali yeh M9 kaisi hai? Bilal ne bataya hai iss video mein
23,160 views
4 months ago
Ek Land Rover Defender bani hai off-roading k liye. Par abh yeh hai Octa jisme laga hai bada V8 aur yeh offer karti hai sportscar performance ek off-roading SUV mein. Dekiye kaisi hai yeh Octa India k sadko par iss video mein.
53,518 views
5 months ago
Honda City sport | honda city sports | honda city sports edition | Honda City Sport edition | Honda City 2025 | honda city v 2025 | honda city 2025 review | honda city 2025 review india | होंडा कार्स इंडिया ने अपनी सिटी लाइनअप में एक नया वेरिएंट शामिल किया है – Honda City Sport. इसकी कीमत ₹14.89 लाख (ex-showroom) रखी गई है, जो कि City V CVT वेरिएंट से ₹49,000 महंगी है, जिस पर यह बेस्ड है। Honda City Sport को कंपनी ने "limited units" में लॉन्च किया है, हालांकि यह स्पष्ट नहीं किया गया है कि कुल कितनी यूनिट्स बेची जाएंगी। भले ही इसके नाम में ‘Sport’ है, लेकिन यह वेरिएंट रेगुलर Honda City से performance या dynamics के मामले में कोई अलग नहीं है। यह सिर्फ एक cosmetic makeover है जो इसे स्टाइल के मामले में थोड़ा अलग बनाता है, लेकिन mechanically इसमें कोई बदलाव नहीं किया गया है। honda city sports | honda city sports edition | Honda City Sport edition | Honda City 2025 | honda city v 2025 | honda city 2025 review | honda city 2025 review india | #hondacarsindia #hondacity @HondaCarsIndia
1,269 views
6 months ago
MG Windsor EV ne apni launch ke ek saal ke andar hi ek naya top-end variant introduce kiya hai – jiska naam hai ‘Pro’. Isme kuch extra features milte hain aur ek badi battery pack bhi diya gaya hai. Lekin kya yeh Pro variant regular variant ke upar jo extra premium charge kar raha hai, woh justify karta hai? Bilal Firfiray is video mein isi sawaal ka jawab dene ki koshish karte hain.
1,850 views
6 months ago
MG Windsor EV aaj ke time mein India ki sabse zyada bikne waali electric cars mein se ek hai. Har mahine 3500 se zyada units bik rahe hain, iska matlab hai kaafi log is EV ko pasand kar rahe hain. Lekin agar aap un logon mein hain jo abhi bhi confused hain ki ye car leni chahiye ya nahi, to ye video aapke liye hi hai. Humne is popular electric car ke sabse bade pros aur cons bataye hain, aur ek real-world range test bhi kiya hai — taaki aapko decision lene mein aasani ho.









