लॉगिन

Car Reviews

Isuzu D Max Pickup Truck-Saari Pol Khul Gayi | Pros And Cons | carandbikeplay button
Isuzu D Max Pickup Truck-Saari Pol Khul Gayi | Pros And Cons | carandbike
eye-icon

786 views

calendar-icon

7 months ago

Humne kuch hafto ke liye chalaya Isuzu D-Max V-Cross ko. Aur ab is video mein batane jaa rahe hain iski sabhi khoobiyan aur khaamiyan. Jaaniye puri jankari Dhruv Attri ke sath.

Volvo XC40 Recharge Single-Motor: Sasta Matlab Fayde Ka Sauda? | First Drive Review | car&bikeplay button
Volvo XC40 Recharge Single-Motor: Sasta Matlab Fayde Ka Sauda? | First Drive Review | car&bike
eye-icon

584 views

calendar-icon

7 months ago

Volvo India ne launch kia hai XC40 Recharge electric car ka single-motor variant. Iski kimat Rs 3 lakh kam hai AWD variant se lekin isme features, performance aur range bhi thodi kam milti hai. To kya aapko is par dhyan bhi dena chaiye? Jaaniye Dhruv Attri ke sath is video mein

2024 Land Rover Discovery Sport Review: Pehle se bhi sastiplay button
2024 Land Rover Discovery Sport Review: Pehle se bhi sasti
eye-icon

16,229 views

calendar-icon

7 months ago

Land Rover ne haal hi mein bhartiya bazaar mein apni sabse sasti 3-row SUV Discovery Sport ka naya model launch Kiya hai. Iss video mein hum bata rahe hain kya ye SUV pehle se bhi zyada Paisa vasool ban gayi hai.

BMW iX xDrive50 - Itni achi ki aapko pasand aani hi hai! Road Test | Review | carandbikeplay button
BMW iX xDrive50 - Itni achi ki aapko pasand aani hi hai! Road Test | Review | carandbike
eye-icon

458 views

calendar-icon

8 months ago

#BMW #iX50 #XDrive #BMWiX #Roadtest #Review BMW iX40 jo is brand ki flagship SUV hai aur electric portfolio me bikti hai. Lekin competition ki toolna me iX ki range aur performance itni khas nahi hai. Issi baat ko dhyan mei rekhte hue BMW layi hai iX ki 50 variant jo aata hai ek badi battery pack aur jayada powerful motors ke saath. Jaaniye BMW iX ke naye 50 variant ke baare me, jo aata hai damdar range, performance aur bohut sare cool features ke saath. #BMWiX50 #Electric #BornElectric #EV #SUV #Flagship

Mercedes Benz A Class 200d, ₹ 45 Lakh Mei Luxury Bhi Aur Performance Bhiplay button
Mercedes Benz A Class 200d, ₹ 45 Lakh Mei Luxury Bhi Aur Performance Bhi
eye-icon

1,623 views

calendar-icon

8 months ago

Mercedes Benz ki gadiyan bohot hi famous hai apni luxury aur premiumness ke chalte. Aap bhi ek Mercedes khardina chahte hai to jane Mercedes ki entry level luxury A Class 200d ki baare mei sab kuch Jaidev Malik se.

Tata Safari Facelift: Aap ke liye Sahi Variant Kaun Sa?play button
Tata Safari Facelift: Aap ke liye Sahi Variant Kaun Sa?
eye-icon

655 views

calendar-icon

8 months ago

October 2023 mein Tata Motors ne bazaar mein apni sabse mehengi car Safari ka ek facelift launch kiya hai. Ye nayi saare variants mein aaya hai and har variant ke saath kuch optional features bhi hain. Nayi Tata Safari ka kaun sa variant aapke liye rahega sahi? Janiye is video mein

Citroën C3 Aircross Automatic- Sabse Sasti Automatic Midsize SUV! | First Drive | car&bikeplay button
Citroën C3 Aircross Automatic- Sabse Sasti Automatic Midsize SUV! | First Drive | car&bike
eye-icon

1,523 views

calendar-icon

8 months ago

C3 Aircross brand Citroën ki or se ek badi hi sorted aur affordable product hai. Lekin jo aapko mil raha hai kya wo aapki zarurat aur budget se milta hai? Jaaniye is video mein Dhruv Attri ke sath

Citroën C3 Automatic- Comfortable And Affordable | First Drive | car&bikeplay button
Citroën C3 Automatic- Comfortable And Affordable | First Drive | car&bike
eye-icon

23,574 views

calendar-icon

8 months ago

The C3 Aircross is a sorted product from the French carmaker that offers great value. Should you pay attention? Find out with Dhruv Attri

VW Virtus GT 1.5-TSI vs Virtus 1.0-litre TSI; ₹2 lakh more for additional performance?play button
VW Virtus GT 1.5-TSI vs Virtus 1.0-litre TSI; ₹2 lakh more for additional performance?
eye-icon

22,936 views

calendar-icon

8 months ago

<p>The Volkswagen Virtus is quite a capable sedan and is doing well in the Indian market. But if you are looking to buy the Virtus, what should you spend your money on? Is the 148 bhp 1.5-litre Turbocharged petrol in the GT guise, or will the 1.0-litre TSI Topline Virtus suffice all your requirements? Watch our video to know more. MORE FROM C&amp;B

Tata Tigor iCNG AMT Review: CNG ke Saath Automatic Pehli Baar - Kitna hai Dum?play button
Tata Tigor iCNG AMT Review: CNG ke Saath Automatic Pehli Baar - Kitna hai Dum?
eye-icon

4,790 views

calendar-icon

9 months ago

Tata Motors ne CNG gadi kharidne wale customers ko sahuliyat de diya hai apni Tigor iCNG or Tiago iCNG mei AMT transmission introduce kar ke. Ye pehli baar hua ki kisi company ne CNG mei AMT offer kiya ho. Humane is gadi ke sath thp da waqt guzaara or gadi ke baare mei kuch rochak chije malum padi. Tigor iCNG AMT mei vo 1.2-litre ka petrol engine milta hai jis mein dual-cylinder CNG kit aata hai or sahuliyat ke liye two-pedal drive ka bhi option milta hai. Is gadi mei kya badla? Kya hai naya? Kesi hai performance? Kya aapko ye kharidni chahiye? Hum batayenge is video ke madhyam se.

3000+ प्रमाणित पुरानी कारें पासबाय