First Look Videos
1,599 views
6 months ago
BMW ने मिलान में हुए EICMA 2025 में अपनी नई F 450 GS मोटरसाइकिल का प्रोडक्शन-रेडी वर्जन पेश किया है। यह बाइक TVS के साथ मिलकर विकसित की गई है और इसका निर्माण भारत में किया जाएगा। इसके 2026 की दूसरी छमाही में लॉन्च होने की उम्मीद है। यह बढ़ते एडवेंचर टूरिंग सेगमेंट में एक बहुत ही चर्चित मोटरसाइकिल है। अपने विचार कमेंट में बताएं। Timestamps hindi 00:00 Introduction 00:27 Design and Features 01:18 Powertrain and Cycle Parts 03:12 Variants 03:38 Launch, Rivals and Expected Price MORE FROM c&b:
29,589 views
6 months ago
Hyundai ne Venue subcompact SUV ka bilkul naya model launch kar diya hai. Yahan bahar aur andar kayi saare changes kiye gaye hain aur is video mein humko aapko bata rahe hain sab kuch
897 views
6 months ago
Honda ke ambitious EV plans ab finally reality banne waale hain. Thoda late zarur hai, lekin long-term game strong lag raha hai. Company ne apna all-new electric-only platform banaya hai jiska naam hai ‘0’ (Zero). Is platform par pehla global SUV next year launch hoga. Lekin Japan Motor Show mein Honda ne doosra model bhi dikhaya — ek chhoti SUV, 0 Alpha, jo India mein banegi aur compact SUV segment mein takkar degi. Expected price? Lagbhag ₹25 lakh. MORE FROM c&b:
2,101 views
6 months ago
BYD ne Japan mein apni nayi Kei car pesh ki hai jiska naam hai Rocco. Ye small car ek charge mein 180 lms ki range deti hai. Kya isko bharat mein launch karna chahiye?
1,385 views
7 months ago
Mahindra Bolero Neo mein company ne kiye hain kuch bade changes. Inme pehle se alag look, cabin mein naye features aur ek naya top variant bhi shamil hai. Cabin ki luxury bhi ab better hai jisme naye interior aur leatherette seats di gayi hain. Video mein dekhiye nayi Bolero Neo ko kareeb se. 0:00 to 0:45 Introduction 0:46 to 1:48 Exterior changes 1:49 to 2:36 Cabin updates 2:37 to 4:04: Engine & conclusion MORE FROM c&b:
670 views
7 months ago
Mahindra ne Diwali se theek pehle apni popular SUV Bolero mein kuch khaas changes kiye hain. Isme badla hua look, fresh colour aur cabin mein naye features shamil hain. In changes ke saath Bolero ab pehle se bhi zyada damdaar ho gayi hai. Lekin kya itne changes kaafi hain? Bata rahe hain Shams. 0:00 to 0:35 Introduction 0:36 to 1:31 Exterior changes 1:32 to 3:05 Cabin updates 3:06 to 3:44 Engine & conclusion MORE FROM c&b:
7,685 views
7 months ago
Hyundai Motor India ne Hyundai Creta ka ek naya top variant launch kiya hai jiska naam hai King. Creta King me nayi naye features milte hain jo pehle SUV me available nahi the. Saath hi company ne Creta King Knight bhi pesh kiya hai. Janiye kya hai khaas is naye variant me. MORE FROM c&b:
508 views
8 months ago
Apne 50 saal ke lambe Safar mein Pehli baar Volkswagen Polo ek electric car bhi bani hai. Abhi company ne iska concept model dikhaya hai lekin 2026 mein production model bhi aayega. Video mein dekhiye car ki saari details MORE FROM c&b:
804 views
8 months ago
Volkswagen ne Munich Auto show me bilkul naya electric SUV concept dikhaya hai, naam hai ID. Cross. Isme ek sporty design hai aur sustainable materials ka use hua hai. Yahan 400 kms se zyada ki range ka dawa kiya gaya hai. Dekhiye car ko kareeb se.
1,856 views
8 months ago
TVS ke Apache brand ke 20 saal poore hone ke avasar par, TVS ne unki Apache RTR 200 4V ke liye ek naya top variant launch kiya hai jisme kuch naye features aur naye colour options introduce kiye hai. Video dekhekar aapko kaisi lagi yeh nayi variant bataiye hame comments me.









