First Look Videos
3,353 views
8 months ago
Aa gayi hai bilkul nayi Renault Triber. Looks, colours aur features mein hue hain changes and prices mein bhi badlaav hua hai. Dekhiye poora video
2,675 views
9 months ago
Mahindra XUV 3XO 2025 | XUV 3XO 2025 | XUV 3XO REVX | REVX 2025 | Mahindra ने लॉन्च किया XUV 3XO का नया RevX Edition – अब मिलेगा और भी दमदार लुक! इस नए edition में सबसे बड़ा बदलाव है इसका body-coloured front fascia, जो अब replace करता है standard model के piano black panel को। Mahindra ने इसे दिया है एक stylish dual-tone finish – जिसमें मिलता है black roof और black ORVMs, जो SUV को बनाते हैं और भी sporty। Variant के हिसाब से मिल सकते हैं 16 या 17-inch alloy wheels। साथ ही C-pillar और boot पर मिलेगा खास RevX badging। इस वीडियो में देखिए – XUV 3XO RevX Edition में क्या है नया और खास! Mahindra XUV 3XO 2025 | XUV 3XO 2025 | XUV 3XO REVX | REVX 2025 |
4,787 views
11 months ago
India mein Tesla Cybertruck! Haan, sahi suna — pehla Cybertruck finally aa gaya hai India mein, aur hum pahuch gaye Surat, sirf isko dekhne, chalaane aur aapko iske baare mein sabh kuch bataane! Is video mein milenge aapko Cybertruck ke sabse crazy quirks aur features.
14,814 views
1 year ago
Kia Motors Bharat mein ek aur nayi electric car pesh karne ke liye ready hai. Usse pehle hum aapko dikha rahe hain nayi EV5 ki ek khaas jhalak Bangkok motor show se. Kya hain iske features aur milti hai kitni range saari jankari is video mein.
349 views
1 year ago
Vietnam ki car company Vinfast ne Indian market mein entry kar li hai. Do nayi EVs VF6 aur VF7 ko pesh kiya gaya hai. Dekhiye inko kareeb se
7,166 views
1 year ago
Maruti Suzuki ki pehli electric car eVitara ko company ne pesh kar diya hai. Isme hain kayi saare features aur 500 se bhi zyada ki range. Dekhiye iski pehli jhalak.
167 views
1 year ago
Maruti Suzuki ki pehli electric car eVitara ko company ne pesh kar diya hai. Isme hain kayi saare features aur 500 se bhi zyada ki range. Dekhiye iski pehli jhalak.
3,024 views
1 year ago
Battery swapping model ke saath Honda le aayi hai Activa E:, jo initially uplabdh hogi sirf teen shehron mein -- Mumbai, Bengaluru aur Delhi. Amaan Ahmed ke saath jaaniye electric Activa ki range, performance aur features ke baare mein.
1,408 views
1 year ago
Mahindra ne apne naye XEV brand ke safar ki shuruaat ki hai nayi XEV 9e ke saath. Isme space ki koi kami nahi hai aur battery bhi kaafi badi hai. Dekhiye SUV ko kareeb se.
2,361 views
1 year ago
Mahindra ne desh mein 2 nayi SUVs pesh kar di hain jinme se ek hai BE 6e. Is Coupe style SUV mein kya khaas features hain aur kitni range milti hai janiye iss video mein.









