2wheeler Reviews
1,337 views
1 year ago
Yamaha MT-03 ek behatreen motorcycle hai. Smooth aur powerful engine, shaandar design aur comfortable riding position ke saath, MT-03 apne segment ki badhiya motorcycle hai. Lekin, isme kuch kamiyan bhi hai aur saath hi, yeh kaafi mehengi bhi hai. Poore review ke liye humara video zaroor dekhen. #Yamaha #MT03 #MT #Review #RoadTest #Motorcycles #Bikes #RealWorld
688 views
1 year ago
TVS ne launch kiye iQube electric scooter ke naye variants. Toh kya khaas hai inn models mein, kitni range hai aur keemat kya hai. Saari jaankari iss video mein aapko mil jayegi, toh dekhiyega zaroor. #TVS #iQube #electric #scooter #EV #electricscooter
711 views
1 year ago
TVS ne launch kiye iQube electric scooter ke naye variants. Toh kya khaas hai inn models mein, kitni range hai aur keemat kya hai. Saari jaankari iss video mein aapko mil jayegi, toh dekhiyega zaroor. #TVS #iQube #electric #scooter #EV #electricscooter
8,794 views
1 year ago
Motorcycles ki duniya me Eliminator name ne comeback kiya hai, lekin iss naam ka iss bar isse pehle bikne wali Bajaj Eliminator se koi bhi lena dena nahi hai. Yeh hai Kawasaki ki Eliminator cruiser ki jo bahar gaon me bikhti hai. Yeh motorcycle positioned hai under 500 cc ke cruiser class me aur positioned hai Vulcan S ke niche. Yeh cruiser istemal karti hai Ninja 400 ke platform ko, or uski hi chassis aur powertrain par adharit hai. Abb yeh Japanese cruiser chalne me kaisi hai aur kya is motorcycle main woh baat hai jo ki iske mahenge price tag ko justify kar sake? Dekhiye iss review video ko jaane ke liye. #KawasakEliminator #Cruiser #motorcycle #Kawasaki #Eliminator #Roadtest #Review
975 views
1 year ago
Nayi Pulsar N250 ko Bajaj ne launch krdiya hai kuch naye or behtareen updates ke sath. Is bike ke sath humne kuch waqt bitaya or iske baare mei ye jane ki koshish kari, ki akhir ye naye badalaw kya isko 250cc segment mei ek practical bike bana payenge? or kya ye bike competition ko mazbuti se takkar de payegi? jane sab kuch Jaidev Malik ke sath.
1,619 views
1 year ago
Hero MotoCorp ki sabse nayi peshkash, Xtreme 125R commuter motorcycle. Humne isse chalaya, parkha aur khoob jaanch padtal ki. Toh bike aapke khareedne layak hai ya nahi, jaanne ke liye video zaroor dekhen aur apni rai humein comments mein batayen.
2,372 views
1 year ago
Yamaha YZF R3 ek behatreen supersport motorcycle hai. Mehengai ki maar tagdi hai lekin bike ka performance bhi kaafi dumdaar hai. Tez tarrar bike aur kaabil-e-tareef handling toh hai hi, lekin bike mein aur kya khaas baatein hain, jaan ne ke liye dekhiye humara R3 ka review. #Yamaha #YZFR3 #R3 #Supersport #Sportbike #Bike #Motorcycle #Review #RoadTest
341 views
1 year ago
Jawa motorcycles ne apni sabse sasti bike Jawa Classic ko ek naye roop Mein pesh kiya hai. Nayi Jawa 350 mein bade engine ke saath kayi badlaav kiye gaye hain. Kya isse bike behtar hui hai? Bata rahe hain Preetam #JAWA350 #JAWA350REVIEW #JAWAMOTORCYCLES #JAWA350ROADTEST #JAWA350FULLREVIEW
8,018 views
1 year ago
Kawasaki ne December mein India Bike Week 2023 mein W175 Street ko launch kiya tha. Yeh motorcycle W175 ki ek nayi variant hai jisme apko retro styling ke saath ab milte hai alloy wheels. Yeh motorcycle powered hai ek 177cc engine se jo juda hai ek 5-speed gearbox se, aur chalane mein yeh motorcycle kafi asaan aur ek achi commuter hai. Ab Janak ne iss W175 Street ke saath kuch samay bitaya hai, aur aapko is video me batayenge Kawasaki ki yeh retro motorcycle akhir kesi hai. #KawasakiW175 #Retro #motorcycle #commuter #Kawasaki #W175Street #W175 #Roadtest #Review
1,482 views
1 year ago
The all-new Mavrick 440 is Hero MotoCorp’s flagship motorcycle. Built using on the same engine and frame from the Harley-Davidson X440, under the partnership, Hero has taken a completely different approach to its design language and character. Janak got a chance to spend some time with the Mavrick 440 and here’s what he has to say about the newest Hero in town. #Hero #Mavrick440 #HeroMavrick #Firstride #Review #HeroMotocorp #Roadster #Motorcycle #Premium